Saturday, November 22, 2008

u asked for it...fermentation(micro)

fermentation
EM pathway
at..bikanerwaala

homolactic:entry of bikaner waala,wahan par doodh mil raha hai.
mixed acid:ground floor k counter par,banda cocktail bana raha hai aur pooch ra hai,tezab kitna daalu?

butanediol:ice cream counter par,sunny deol(diol) ka cut out hai.acetoin:sunny deol is toying with the acid.

butyric acid and butanol acetone:paani peene ki jagah par,tyre pada hua hai,glasses ko bandhne ke liye.

propionic acid:dosa counter par,bahut saare pans pade hue hain...jo unusual se hain...


phosphoketolase:first floor par,counter par,bahut saare keet patange hain,jo ud rahe hain aur cashier ko pareshan kar rahe hain.
G3p(GAP) and acetyl phosphate...cashier ne GAP ki shirt pehni hai aur uske peeche ke menu board par,acid tiles lagi hui hain.

ED pathway:
at the loo waali jagah,first floor.KDPG..pareshaan karne waale keede(KeeDe) tumhaare peeche aa jaate hain into the loo..u run to harjyot paagi(PG) for help.

No comments:

Post a Comment

Commentwa?